Contributed
by gogajee on Mon, Aug 30th 2010
Aazmaye huay ko azmana bewakufi Hai.
Hazrat Ali (R.A)
Apnay dushman ko 1000 dafa moqa do kay woh tumhara dost ban jaye par apnay dost ko 1 bhi moqa na do kay woh tumhara dushman banay.
Hazrat Ali
Sab say ziyada kamzor aadmi woh hai jo dost ko haasil karnay main naakaam ho aur us say bhi ziyada kamzor woh hai jo haath aai huay dost ko gawa day.
Hazrat Ali (R.A)